urduwala.com

User Login

Not yet a Member? Register Now

"Hazaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dum nikle"

UrduWala ki taraf se kuchh chuninda sher aap ki khidmat me...

Kiss Qadar Masoom Sa Lehja Tha Un Ka "FARAZ'' Dheere Sey Jaan Keh Kar Humein Bejaan Kar Gaya.. ~~~ Ahmad Faraz Iss Dafa Barishain Rukti Hi Nahi Faraz Hum Ne Ansu Kiya Piya Sare Mosam Ro Pare.. ~~~ Ahmad Faraz Sangay mar-mar se tarasha hua ye shukh badan Itna dil kash hai ke apnanay ko ji chahta hai Sahir Ludhianvi Us ki aankhon ko kabhi ghaur se dekha hai Faraz, Roney walon ki taraaah jaagney waalon jesi.. ~~~ Ahmad Faraz Aa ke ab tasleem karlen tu nahin to main sahi, Kon maaney ga ke hum mein se bewafa koi nahi.. ~~~ Ahmad Faraz Naseeb Aazmaane Ke Din Aa Rahe Hain Qareeb Un Ke Aane Ke Din Aa Rahe Hain Jo Dil Se Kaha Hai Jo Dil Se Suna Hai Sab Un Ko Sunane Ke Din Aa Rahe Hain ~~~ faiz ahmad faiz Baat Itni Hi Hai Samjhaane Aur Samajhne Ki Samjhe Hai Wo Jo Chaahe Hai Samajhne Ki..… ~~~Barbar Ghazipuri Toote hain sheesha dil haaye dil itne ke ehl-e-dard, Rakhte hain paaon khaak par sau baar dekh kar.. ~~~ Mirza Ghalib Kuch Muhabat Ka Nasha Tha Pehle Hm Ko Faraz Dil Jo Tota To Nashe Se Muhabat Ho Gai.. ~~~ Ahmad Faraz Dile bedum tum kiska dum bharte ho? Har saans pe jeete ho yaa marte ho ? Barhum kehna ke humko bhool gaye Akhir meri lahad pe kyun guzarte ho ? ~~~Barbar Ghazipuri Sab He Apni Gharz Se Miltay Hain Faraz Maza To Tb Ha K Koi Bay Sabab Milay.. ~~~ Ahmad Faraz Zahid sharab peene de masjid mein beth kar, Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin.. ~~~ Mirza Ghalib (Mirza Ghalib) Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin, Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin.. (Allama Iqbal) Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar, Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin.. (Ahmad Faraz) Badi hi saafgoee se haale dil maanga Humari fikr ya apne haal se darte ho? ~~~Barbar Ghazipuri Usay Bhi Apnay Kiye Ka Malaal Hona Hay Abhi To Ishq Main Aisa Bhi Haal Hona Hay .. ~~~ Ahmad Faraz Ik umar jisey khawab ki manind hi dekha, Chooney ko mila hai to pareshaan bohat hoon, Mujh mein kabhi aahat ki tarah se koi aye, Ik band gali ki tarah sunsaan bohat hoon, Parveen Shakir Abhi na cher mohabbat kay geet ay matrab, Abhi hayat ka mahool khushgawar nahi, Sahir Ludhianvi surkh honton mein terkti hai ye rangeen sharaab jisay pe kar bhahak janay ko ji chahta hai Sahir Ludhianvi Mojassim hai 'Barbar' ye zinda kahan Mere hal pe ae dost kyun bikharte ho? ~~~Barbar Ghazipuri Gham is kadar barhey ke mein ghabra ke pee gaya, Is dil ki be-basi pe tarss kha ke pee gaya, Thukra raha tha mujh ko bari der se jahan, Main aaj sab jahan ko thukraa ke pee gaya.. Sahir Ludhianwi Ab aur jeeney ki surat nazar nahin ati, Kisi tarah bhi achi khabar nazar nahin ati, Parveen Shakir Chhod Ke Ye Dar Mera Tu Kahan Jaega.. Daud Ke Sanam, Tu Mere Gale Aaega... Barbar Ghazipuri Koi aahat na koi chaap na koi awaaz, Dil ki galiyan meri sunsaan hain aye koi.. Parveen Shakir mujh ko yeh aarzoo vo uthaaye naqaab Khud unko yeh intezaar taqaazaa kare koi -Majaz Saab Woh aik rishta benaam bhi nahin lekin, Main ab bhi us ke isharon pe sar jhukaon gi.. Parveen Shakir
Disclaimer : Work that explicitly mentions Barbar Ghazipuri is Copyright Reserved. No Publication or sharing without consent is permissible. To remove/modify any part/content/shayari that infringes/violates anyone's copyright please contact UrduWala Team.





Design by MAJF Technologies and brought to you by GhazalGah